Friday, March 21, 2008

shayaris


Kaisa din hai jo suraj ke dhalne se dhal jata hai,
kaisa wada hai jo tufhan ke ane se toot jata hai,
kaisa soch hai jo rishto ke badalne par badal jata hai,
kaisa hai ye jivan jo doosro ke kehne par chalta aur rukta hai...


Pankho ke udhan karne par hum dilkhush kehlaye,
suraj sang doobnepar nakamyab kehlaye ,
pathar dil par rakh dost ko apne khushiyan sopdi to farishta kehlaye,
haste hue guzar gaye to bas bheed mein ek admi kehlaye...
- HARITA